Imaan ki dukaandari
Ye Soch ke Kab kya hoga,
Taqdeer ne nahi likha uska hisaab..
Par ye khabar aata hai unka,
Taiyar hu mai hmesha se..
kahi behisaab dar ka sauda
reh gayaa hum tak aane se..
Aate aate socha hoga us parche ne
Kya darkaar is kalam war ki
Do log banaa rahein hai itihaas
Itihaas jo banaayega mausiqi..
Notari jayega wohi parcha
Parchhayi rahegi us yaar ki
Jo banega us lamhe ka sartaaj
Aur karega imaan ki dukaandari.
Agyaat -;)
Comments
Post a Comment